Welcome in New World Of sms
Best view 800*600
Home

Thursday, January 20, 2011

Bhulaney se pehle kasoor to bataya hota

Bhulaney se pehle kasoor to bataya hota
Itna pyar tha to hum pe haq jitaya hota
Hum to phir palat k ruk jatey
Apne haath khol kar humain wapis to bulaya hota



Monday, January 17, 2011

Mil hi jayein ge

Mil hi jayein ge hum ko bhi kuch loog
Sheher ka sheher to bewafa nahein hota

Friday, January 14, 2011

Na karoun yaad usey

Na karoun yaad usey to ulajh jata hoon sansoun se
                              S^A^S^A
Samajh nahein ata zindagi sansoun se hai ya us ki yaad se

Wednesday, January 12, 2011

Kaise Guzarti Hai

Kaise guzarti hai meri har ik shaam tere baghair
Agar tu dekh le to kabhi tanha na chhorey mujhe

Monday, January 10, 2011

Yaar suraj raat ko kyoun nahein nikalta

Pathan: Yaar suraj raat ko kyoun nahein nikalta?
.
.
.
.
.
.
.
2nd Pathan: Kya pata nikalta bhi ho. Andhera
Itna hota hai, kahan dikhey ga.

Sunday, January 9, 2011

Sometimes we maintain silence

Sometimes we maintain silence to protect
a beautiful relation
But
We forget, too much of silence creates a
distance in every beautiful relation

Kyoun k

Insaano se hameesha yaad rakhne ki tawaqo mat karo
Kyoun k
Jo insaan apne rab ko bhol sakta hai
Woh sab ko bhol sakta hai

Thursday, January 6, 2011

Ji chahta hai k tumhari bahoun

Boy: Ji chahta hai k tumhari bahoun main sir rakh kar
        tumhari zulfoun main kho jaoun.
Girl: Janu Waheed Murad hi raho ge ya kabhi Imran Hashmi
       bhi bano ge.